Qurbani - Sunnat ke Mitabik
by islamiccolorsapps
Version 1 💾 2 Mb
📅 Updated August 25, 2016
Qurbani ka Tariqa aur Faraiz - Sunnat ke Mutabiq - Eidul Azha ke Faraiz
Features Qurbani - Sunnat ke Mitabik
Eid-ul-Azha jisey hum Eid-ul-Adha bhi kehte hen, ek bahut hi khaas tehwar hai hum tamam musalmanon ke liye jisme hum Allah ke huzur mai qurbani pesh kerke apni mohabbat aur aqeedatmandi ka izhar kerte hen Allah ki khushnoodi aur razamandi ke liye.Qurbani se mutaliq hamare zehen mai kayi sawalat ikhatta hote hen jinke jawabat ke liye hum pareshan hote hen yan akser galty ker bethte hen maslan :- Kya hum per Qurbani Wajib hai ?- Kin chizon ko dehan mai rakhna hai ?- Qurbani se pehle kya niyat zehen mai honi chaiye ?- Qurbani ka janwar kaisa hona chaiye?
- Janwar ko kis terhan rakhna chaiye ?- Janwar ke lawazimat kaise poore kerne hen ?- Qurbani / Janwar zibah kaise kerne hai ?Aise tamam sawalon ke jawab humne ap sarfeen ke liye is application ke zariye ponchane ki poori koshish ki hai ta ke ap is saal Qurbani ki Eid ke faraiz ain sunnat ke mutabik ache tariqe se ada kersaken aur dua hai hamari ke Allah pak apki aur hamari Qurbani apne huzoor mai qubool farmaye aur hamai ajar-e-azeem se nawazey.
Secure & Private
Your data is protected with industry-leading security protocols.
24/7 Support
Our dedicated support team is always ready to help you.
Personalization
Customize the app to match your preferences and workflow.
See the Qurbani - Sunnat ke Mitabik in Action
What Our Users Say
Don't just take our word for it. Here's what our users have to say about our Android app.
"Itna aid ki padnne hi nahi dete kitna paisa kamaoge yar"
Mohd Meraj
"v nice"
A Google user
"Very use app. Jazakallah khaira."
Jeelanikola 2014
"Detail"
nazimuddin nazir
"Jazakallah"
Mohammed Riyaz
"Ma shaa ALLAH"
Musaeb Shaikh
"itz good for a muslim masha Aallah"
Rahie Waseem
Get the App Today
Available for Android 8.0 and above